Dil khush ho gaya
Honestly bohot achi quality hai. Maine pehli baar yahan se kaju aur badam mangwaye aur sach mein dil khush ho gaya. Taaza the, koi milaawat nahi, aur packing bhi theek thi. Ghar mein sab ne taarif ki. Agla order bhi zaroor karuungi!